Monday, November 8, 2010

Read online newspaper in hindi


freinds jaise jaise waqt guzarta jaa raha hai waise waise hi is duniya se greenary(ped paudhe) lagbhag khatm se hote jaa rahe hain rozana hazaro ped kat diye jaate hai kisi na kisi kaam k liye specially paper banane k liye kyunki daily crores of newspapers sirf india me hi publish hote hain to zara sochiye puri duniya mein kitne newspaper publish hote honge aur unke liye kitna paper lagta hoga??

to freinds at least hum pollution kam karne me kuch to help kar hi sakte hain aur trees save kar sakte hain. iska ek tariqa maine socha hai jo shayad aap me bahut log pehle bhi aisa hi karte honge, newspaper online padhna jab hamein newspaper padhna hi hai aur surfing bhi karte hain to kyun na internet par hi newspaper padh liya jaye wo bhi free me isse hamara to kharcha bachega hai sath hi paper bhi i mean trees save ho sakenge. waise to apko kuch newspaper ki site malum hi hongi fir bhi main yahan kuch link de raha hun agar aap chahein to visit kar sakte hain.

http://navbharattimes.indiatimes.com

http://punjab.punjabkesari.in/default.asp

http://www.bbc.co.uk/hindi

www.amarujala.com

0 comments:

Post a Comment

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More