Sunday, November 28, 2010

Lets make Matrix code

Aaj mere mann kuch mazedaar post dene ka tha to mujhe mil hi gaya ek topic jo main aapse share karne wala hun. are kabhi kabhi mind fresh karne ke liye kuch mazedaar bhi to hona chahiye. kyun??

to chaliye baat karte hain Matrix movie ke baare me, movie to aapne dekhi hi hogi. kya zabardast action tha. mujhe to is movie ke saare parts bahut pasand hain.


Lekin is film ke posters ya promos jab bhi dekhta hun to background me kuch green numbers chalte hue dikhai dete hain agli baar aap bhi gaur kijiyega.bilkul waise hi numbers aap apni window me bhi chala sakte hain. kaise?? bahut asaan hain freinds bas jo niche code diya hai ise notepad me bilkul aise hi copy kar dijiye.


@echo off
:a
color 2
echo 1 1 1 0 1 0 0 0 1 1 1 1 0 0 0 1 1 0 0 1 0 0 0 1 1 0 1 0 1 0 0 0 1 1 1 1
ping localhost -n 1 > nul
echo 1 1 0 1 1 1 0 0 0 1 0 1 a f h 0 0 0 1 0 1 1 0 0 1 1 1 0 0 1 0 1 0 0 1 1 0
echo 1 0 0 1 1 0 9 8 1 2 0 1 9 9 2 1 1 1 0 0 1 0 1 1 1 0 1 1 0 1 0 0 0 1 0 1 1
ping localhost -n 1 > nul
echo 0 1 0 0 0 1 0 0 0 1 0 0 0 1 0 1 0 0 1 0 1 0 1 1 0 1 0 0 0 01 0 1 0 0 1 0
ping localhost -n 1 > nul
echo 1 0 1 1 1 0 1 1 0 9 1 1 2 1 1 0 9 1 0 5 7 7 8 7 8 1 3 2 1 2 1 2 3 2 1 3 4
ping localhost -n 1 > nul
echo 1 1 1 0 1 0 0 1 0 0 0 1 1 1 0 0 1 1 1 4 1 2 1 1 2 0 1 0 1 2 2 1 0 1 1 0 1
goto a





ab file ko save kar dijiye aur file ka naam Matrix.bat ya koi aur name .bat rakh dijiye. fir usi ke niche save as type me All files kar dijiye.

lijiye ho gaya !!!

ab jahan apne file ko save kiya hai wahan jakar file par double click kijiye aur dekhiye apna banaya hua matrix code...


enjoy freinds...

0 comments:

Post a Comment

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More