Friday, August 12, 2011

Most easy way to get serial numbers.



agar apko kisi software ki serial key chahiye aur aap use find nahi kar paa rahe hain to yahan bahut asan tarika hai. bas apko google search page open karna hai aur type karna hai "program name" 94FBR. program name ki jagah us software ka naam daliye jiski key apko chahiye. bas aisa karte hi apke samne apki serial key hogi.

really bahut hi asan hai. actually 94FBR office 2000 Pro cd key ka part hai. isliye kisi bhi software ke naam ke sath 94fbr lagate hi us software ki key se related sare page show ho jate hain ya fir uske serial number ki list aa jati hai.

inme se kuch ko aap check kar sakte hain.
"Adobe Photoshop CS2" 94FBR
"FolderLock" 94FBR
"Corel Draw 9.0" 94FBR
"Photoshop 7" 94FBR

take care freinds.

0 comments:

Post a Comment

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More