Facebook ne recently bahut sare major changes kiye hain. jisme new photo viewer bhi shamil hai. jise facebook ne Google+ ki tarah design kiya hai. ab jab bhi aap photo par click karenge to wo ek pop-up me open hota hai. jisme apko comment padhne ke liye page ko scroll karne ki zarurat nahi hai photo viewer page par khud adjust ho jata hai. isme side me comments aate hain.
lekin agar apko facebook ka pehle wala photo viewer pasand jisme photo pop-up ke bajaye page par hi show hote hain to aap use enable kar sakte hain kayi tariko se.
1. Jab photo viewer active ho tab F5 press kijiye ya phir apne browser me reload button ko hit kijiye.
2. Ya fir adrees baar me jaiye aur photo url ke last me se “&theater” string ko remove kijiye aur enter hit kijiye.
3. Aur sabse asaan tarika hai ki aap photo par click karte hue ctrl key ko hold kijiye jisse photo ek nayi tab me open hoga.
take care freinds
2 comments:
nice yaar par ye batao,,ki nayi FB privacy setting mein shayad esa koi option nahi hota jisase hum esi setting kar sake ki sirf log humein subscribe yaa message kar sake friend request naa bhej sake esa kuch ho sakta ho to jaroor post krna
very good information brother, i think this is very helpful for the newbies to start.
by the way i am lutfar just written an article on the truth about top seo marketing plan.
Post a Comment