Tuesday, October 12, 2010

Increase your firefox speed with some tweaking

hiii freinds

jaisi ki maine apni pichli post me kaha tha main apko kuch aisa bataunga jisse aap firefox ki speed kuch increase kar sakte hain to chaliye shuru karte hain...

sabse pehle firefox ke url box me type kijiye "about:config" aur enter press kijiye, ab apke samne kuch aisa likha hua ayega "This might void your warranty !" isi ke thoda niche likha hoga I'll be careful, I promise! bas yahin apko click karna hai aur filter box me type karna hai pipelining iske type karte hi apke samne 4 option show honge usme apko ek option network.http.pipelining.maxrequest par double click karna hai aur wahan integer 4 ko 8  karna hai. lijiye bas ho gaya ab firefox ko restart kijiye and enjoy.....

take care freinds

6 comments:

nice yaar sach me speed bad gai hai , aise hi kuch karte raho hamare liye

speed sach me bad gai hai thankx to u shazan

Haan Masha Allah Aap Lo Waqye Men But Inteligent Hen Allah Tala Aap Ko Kamiyaabi Ata Farmaye.Ameen.Bilkul Speed Teez Ho Chuki He.

your trick is always run..

shazan bhai google chroome ki speed b tez karne ka koi tarika bataen plz.

mujhe to filter box nahin mila.plz HELP.......

Post a Comment

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More