Ab to jidhar bhi dekho udhar facebook ka hi jalwa hai, koi kuch na janta ho par facebook kya hai ye zarur janta hai. day by day iska addictioin logo me badhta hi jaa raha hai, lekin fir b hame iska ek limit tak hi use karna chahiye.
Ab kyunki koi bhi facebook se door nahi rehna chahta to iske liye bhi ek ilaaj hai ke aap kahin bhi ho apne freinds se touch me rahein aur dekhte rahein ke kaun kya kar raha hai.
lekin abhi ye service sirf Airtel users ke liye hi available hai. isliye agar apke paas airtel ka connection hai to aap apne mobile ke zariye facebook bilkul free me use kar sakte hain. bas apka number facebook par verify hono chahiye.
bas apko apne mobile se *325# dial karna hai, aisa karte hi apke samne ek message display hoga Welcome to Facebook by Fonetwish. Your request has been accepted. we will send you a menu shortly. please exit this message.
uske baad apke samne ek menu open ho jayega.
Welcome to Facebook
1 News Feed
2 Update Status
3 Post on Wall (kisi bhi freind ke wall par post karne ke liye)
4 Freind Request
5 Notifications
* Account Settings
Reply?
ab suppose agar apko apna status update karna hai to 2 press karke kuch bhi type kijiye aur OK kar dijiye. wo status apke facebook account par post ho jayega.
isse aap chatting to nahi kar sakte par kam se kam touch me to reh hi sakte ho..hai na mazedaar... to apne freinds ko bhi bataiye.
take care freinds

0 comments:
Post a Comment