windows 7 ab tak ka microsoft ka latest version hai jo itna popular nahi hua jitna expect kiya gaya tha. han ye vista se zyada successfull raha, ab microsoft windows 8 par kaam kar rahi hai, dekhte hain kaisa hota hai naya project.
vista aur win 7 jaise OS me kuch kamiya hain jiski wajah se ye XP jitne popular nahi ho paye, in naye OS ke liye latest processor hi chahiye, ab jinke paas purane proccessor wale pc hain wo ise install nahi kar pate. lekin agar aap windows 7 ko install nahi karna chahte aur uske jaisa sleeky look bhi chahte hain to aap win 7 ki theem install kar sakte hain.
main isse pehle bhi isi topic par post di thi jise aap yahan padh sakte hain.
aaj main apke liye ek aur theem laya hun aur ummid karta hu ye pehle se zyada pasand aayegi. is theem ko install karne ke baad apki windows kuch is tarah dikhegi.
theem download karne ke liye yahan click kijiye.
windows 7 transformation pack
0 comments:
Post a Comment