Sunday, June 19, 2011

Repair your corrupted files in pc easily

 Jab computer ka use hota hai to usme problem bhi aati hain. unme sabse badi problem hai files ka corrupt ho jana. ab jab country me itna corruption hai to bhala computer ki files kaise corrupt nahi hongi(just joke).

files corrupt hone ke kuch main reason hain jaise, suddenly power cut ho jana, network me interruption hona, koi application install karte waqt usme error aa jana ya fir sabse badi wajah hai virus infection. in files ke corrupt ho jane ke baad system format tak karna padta hai. lekin in sab se bachne ke liye ek software hai jiski help se aap easily corrupted files ko repair kar sakte hain.

ye software in sabhi files ko repair kar sakta hai:


  • - corrupted Word documents (.doc, .docx, .docm, .rtf)
  • - corrupted Excel spreadsheets (.xls, .xla, .xlsx)
  • - corrupted Zip or RAR archives (.zip, .rar)
  • - corrupted videos (.avi, .mp4, .mov, .flv, .wmv, .asf, .mpg)
  • - corrupted JPEG, GIF, TIFF, BMP, PNG or RAW images (.jpg, .jpeg, .gif, .tiff, .bmp, .png)
  • - corrupted PDF documents (.pdf)
  • - corrupted Access databases (.mdb, .mde, .accdb, .accde)
  • - corrupted PowerPoint presentations (.ppt, .pps, .pptx)
  • - corrupted music (.mp3, .wav) 
is software ka full version yahan se download kijiye. ye apke liye kabhi na kabhi zarur helpful hoga.

take care freinds enjoy

2 comments:

ha dost ye baat tumne bilkul sahi kahi ki humare computer me virus ya aur kisi wajh se file currupt ho jate hai, aur hume wo file remove kar ke phir se install karna hota hai, fir bhi kabhi kabhi kuch kam thik nahi hota, ye software mere khayal se kafi accha hi hoga me jarur use karunga ye jab meri konsi file currupt ho jayegi tab, accha software hai !

magar ye repair ki file show nhi karta to kya kare

Post a Comment

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More