Saturday, July 14, 2012

Check, if your yahoo account has been hacked



Apko shayad maloom ho ki ek hackers group ne yahoo ke lagbhag 4.5 lakhs account hack kar liye hain. aisa pehle business social site linkedin ke sath bhi ho chuka hai.

sabse pehle main apko bata du agar apke pas koi unwanted mail aata hai to use open mat kijiye.  time to time apna password change karte rahein. iske alawa agar kisi mail me apko koi offer diya gaya hai to us link par bhi click mat kijiye aur apni personal information kisi se bhi share karne se pehle ek bar achi tarah soch lein. Aur ye bhi yaad rakhiye agar koi account hack hota hai to usme us account holder ki bhi kahi na kahi galti zarur hoti hai. isliye koi galti mat kijiye.

Ab apne account ko verify karne ke liye is site par jayein aur apna email address type karein jiske baad ye website hacked ho chuke passwords se apka password match karegi aur apko batayegi ki apka password safe hai ya nahi.

https://shouldichangemypassword.com/

take care freinds, be safe

1 comments:

hello plz accept the rqst in fb

Post a Comment

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More