Tuesday, September 6, 2011

Reduce Image size without losing its quality.

Isse pahle bhi main is topic par post de chuka hu jise aap yahan padh sakte hain. kyunki Social network par agar aap photos share na karein to maza nahi aata. lekin kuch images size me itni badi hoti hain. jo bahut der me load hoti hain aur unki wajah se page der me open hota hai. aur aisi images upload hone me bhi bahut time leti hain. Kyunki aajkal jo digital cameras se photos liye jaate hain wo size me bahut bade hote hain. lekin agar aap chahein to unka size kam kar sakte hain bina unki quality khoye.
 
ye software free hai aur windows installer aur portable dono version me available hai.



Take care freinds

1 comments:

ye to boht acha software ha shazan bhai yar facebook ke bare ma kuch btahoo acount look ho jahe ya pasword ya id ka problum ho to koi new shering karoo plz

Post a Comment

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More