Saturday, January 29, 2011

Show your name in windows system clock (in taskbar)

ji haan freinds aap windows ke taskbar me apna naam dikha sakte hain. aisa karna bahut hi asaan hai.

1. sabse pehle "control panel" me jakar "Regional and language option" pe click kijiye.



2. uske baad jo window open hogi usme "customize" par click kijye.



3. customize par click karte hi ek aur window open hogi usme Time tab pe click kijiye.



4. Ab yahan AM aur PM ke aage naam likh dijiye jo aap taskbar me dikhana chahte ho. (lekin dhyan rahe apka naam 12 alphabets se zyada na ho.)




5. Ab ise Apply kar dijiye aur dusri window me bhi ok karke Apply kar dijiye. bas ho gaya ab aap taskbar me apna naam dekh sakte hain.



Take care freinds enjoyy.

0 comments:

Post a Comment

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More