Saturday, July 28, 2012

Some Bollywood Movies In HD

Movies dekhna kise pasand nahi hai, main bhi jab bhi thoda free hota hu to koi achi si movie dekhna pasand karta hu. Lekin koi bhi movie dekhne ka maza tab hi hai jab wo Original/blu-ray/HD print me ho. Main kuch aisi hi bollywood movies laya hu jo HD print me hain, apko dekhne me maza ayega. Photos ki niche usi film ka downloadable link hai. Click...

Wednesday, July 25, 2012

The Place For Consumers(Submit Your Complaints)

Abhi pichle dino mere mobile balance se 45rs deduct ho gaye aur mujhe msg mile ke aapne apne no. par callertune subscription activate kiya hai jiska charge 30 per month aur callertune download karne ka charge 15 rs hai. ye sab dekhte hi mobile company ko bahut si galiyan dene ka man kiya, maine customer care par call ki aur baat ki to bola sir ye...

Saturday, July 21, 2012

How To Skip Ads On Youtube

Youtube par video dekhte waqt ads ka aa jana aajkal ek problem banta ja raha hai. koi bhi video ko dekhne se pehle hamein ads dekhne padte hain. aur kabhi kabhi to isme bahut gussa bhi aata hai. Inme kuch ads to aise hote hain jinko 5 seconds chalne ke baad skip kiya ja sakta hai lekin kuch ko to skip hi nahi kiya ja sakta. in sabhi ads ko na...

Tuesday, July 17, 2012

How to fix "server's security certificate is not yet valid" (SSL) error

Ho sakta hai aap logo ke samne bhi ye problem aati ho, jab net surf karte waqt koi bhi page open karte hain to connection error ka message aa jata hai aur bahut si website surf karne se pehle proceed karne ke liye kehta hai. aur uske baad bhi website ke links thik se open nahi hote ya site hi open nahi hoti. Is error ka solution bahut hi simple...

Saturday, July 14, 2012

Check, if your yahoo account has been hacked

Apko shayad maloom ho ki ek hackers group ne yahoo ke lagbhag 4.5 lakhs account hack kar liye hain. aisa pehle business social site linkedin ke sath bhi ho chuka hai. sabse pehle main apko bata du agar apke pas koi unwanted mail aata hai to use open mat kijiye.  time to time apna password change karte rahein. iske alawa agar kisi mail me...

Sunday, July 1, 2012

How to solve "USB Device Not Recognized" problem

Aisi problem aksar tab hi dekhne me aati hain jab USB port physically Damage ho jata hai, agar aisa hai to jab tak USB port(Hardware) change nahi hoga ye problem solve nahi hogi. lekin kabhi kabhi sab kuch thik hone par bhi aapko is tarah ka msg dikh jata hai. Abhi kuch din pehle mere sath ye problem ho rahi thi to maine socha iske drivers me...

Page 1 of 6112345Next
Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More